|
Meine samja tha jishe masihaa
Voh na bann paya hei insaan
Jo le gaya dil ki saari khushiyaa
Voh bann ke aaya tha hum-saaya
Hum behte gaye ushki baaton mei
Aur voh chorta gaya apne nishaan
Matlab ke waadein aur iraade uske
Jishpe chadte gaye hum parwaan
Voh abh bhi hei mere dil mein
Jo masihaa na bann paya insaan
4 February 2007
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Written By Ritu Roy! Copyrights reserved to www.shayeri.net & writer!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
|