|
khabhi khawabo ke saath youn hi door nikal jata hu
tuje khawabo main dhoondhta hu or phir khawabo main kho jata hu
teri yaad ne na khabhi hone diya tanha muje
kaabhi akela huva to tuje yaadon main milne chala jata hu
raho tum lakh door per dil se door nahi ho
jab dil dharakta hai to tuje aapne paas hi pata hu
maine koi sharat to rakhi nahi hai pyaar main
baas hadd se jayada tuje pyaar kiye jata hu
tum ne waada kiya tha ke ek din miloge kisi moRd pe
har moRd pe muskura ke nikal jata hu
tum se koi sikwaa koi sikayat nahi hai iin aasuyoo ko
ek Aaansu hu baas youn khushi main umaRr aata hu"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Written By Master Mithu! Copyrights reserved to www.shayeri.net & writer!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
|