|
aankho ke raaste dil mai sama gaya koi,
haste muskurate dil churake le gaya koi,
ajnabi se dilojaan dost bann gaya koi,
jeene ki hame sacchi raah dikha gaya koi,
dil mai mere aaj KHUSHI faila gaya koi,
aankho ki nami ko churake le gaya koi,
woh kaun hai usse na jaan saka hai koi,
kya hame aap maise bata sakta hai koi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Written By Khushi ! Copyrights reserved to www.shayeri.net & writer!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
|